Dec 28, 2011

*MUJRRIB AMAL*

* HAJAT *
Ek aisa amal jo mere tazurbe ka he aur kabhi khali nahi gaya...!

Dec 27, 2011

AMAL ROZGAAR MUJRRIB

jo rozee se pareshan ho rozee me tangi ho wo ahbab ye amal jarur kare.allah ta,ala jarur kamyab karega.mushkil aasaan karega.

es amal me parhez w din tarikh mahine ki koi qaid nahi jab jarurat ho amal kare.
waqt aur jagah ki pabandi rakhe.aur khusboo ka istemal kare.

7-7 martac durude pak aur darmiyan me 786 martac BISMILLAH SHARIF parhna he.
amal mera to tajurba kiya hua to he hi magar kai ahbab bhi kamyab rahe he.aap bhi kare aur allah se apna maqsad paye.

NOTE: amal se pahle niyyat aur ba,ad me dua jarur karen.

Dec 20, 2011

ROOHANI,ROHANI,ROOHAANI,ROOHANIAT,ROOHANIYAT,ROHANIYAT'S,AMALIYAT E ROHANI,ROHANI AMLIYAT,QUR'ANI AMALIYAT,ROHANI WAZAEEF,WAZAIF,WAZIFA,WAZEEFA,TAWEZ,TAWEEZAT,TAWEEZAAT,NAQOOSH,NAQUS,NAKSH,CHARMS,ISLAMIC SPELLS,RITIULS,ASTRALL SPELL,NOORANI AMLIAT,NORANI WAZIFA,ISTKHARA,ISTIKHARAA,ISTIKHARAH,ASK THE ALLAH,SIFLI AMLIAT SE BACHE,SHADI K LIYE,RISTE K LIYE AMAL,HAJAT,HAJAT K AMAL,ALLAH K NAMO KI FAZILAT,STORY,STORY OF JIN,STORY OF JIN BADSHAH,STORY OF JIN BADSHAH N HIS daughter.tashkheer awam,taskher,tashkheer jin,haziraat,hazraat,pary se madad ka amal,abdullah jin ko hajir karna,bache k hamzad se madad,khwab,khwab me sawal ka jawab,apne faut ristedar se batchit,kisi b par rooh hazir karna.NADE ALI,NADE ALI K AMLIAT,NADE ALI SE JIN KO HAZIR KARNA,NADE ALI K FAWAEED,ELME JAFAR,ILM JAFR,ILM JAFFAR,ilmul aadad,aadad qamri,aadad shamsi,loh taskheer,tilism,tilismat,kala jadoo,kala jadoo ki haqiqat,kala jadoo karne karanewala ka anzam,qabr,qabristan,qabr ki mitti,kafan,kafan ka kapda,kafan k kapde k amliat,bandish,bandish karna,bandish kholna,bandish e karobar,bandish e nikaah,bandishe nind,bandish e pishaab(bol),bhoot,bhoot ki haqiqat,aatma,pret,pichas,churail,daeen,nimbu,nimbu aur amliat,nimbu aur jin,nimbu se nazare bad dur karna,laal mirch,laal mirch se nazar dur karna,nazar e bad,totke,jafri totke,tona totka,islan me roohaniat,sufi,soofi,soofibaba,peer,peerbaba,qalandar,qalandarbaba,qalandari amliat,qalandari rituals,ek raat me amil,amil kamil,qawaeed e amliat...etc..


* MUJRRIB MUJRRIB ISTIKHARAH *

istikharah k bohat sy qaedy duniya me raej he.istikharah ek amr masnoon he.aur huzur sallallahu alaihi w sallam sahaabaa ikraam ko istikharah ka hukm dety thy.ye ek islami mas'ala he.
duniya me koi
dusra mazhab
istikharah nahi
karta.
islam me bhi salehin hi istikharah har kam se pahle karte he.baki aj kal ham musalmano me istikharah nahi kia jata.aur agar koi karna jaruri b samjta hota he wo bhi khud nahi karta par muz jesy gunahgar ko bolta he.hazrat falan kaam me hairan hu ap istikharah karde.magar khud kabhi ye nahi chahta ki kyu na hazrat se tarika jankar khud hi Allah se mashwarah karlu?
ek baat achhi tarah zehan nashin karle ki istikharah yani ALLAH ta'ala se koi amr me mashwarah lena he.ab allah se apne mashwarah liya aur jo mashwarah khwab me btaya gaya fir apne unke khilaaf kiya to ye baat ALLAH se ek mazakhe.jis se nuqsan hota he aur gunaah bhi.
magar iska matlab ye mat samjiye k istikharah karke phas jaenge.isliy karna nahi he.istikhar me jo jawab hoga wo Allah ki taraf hoga ki is kam me tumhe faeda he ya nuqsan?
aur wo to har musalman janta he ki agar allah k bataye raste k khilaf karne se kya natiza hota he.
istikharah se aap honewale nuqsan se bach jate he.isliye istikharah karnewala faede me rahta he ye hadis me huzur alaiyhisslam ne farmaya he.


¥ TARIKA ¥
ye istikharah buzurgo se mila he.log chahte he ki istikharah saaf aur mukmmal jawab de to wahee paigambaron par aati thi aur istikharah wahee nahi he,ki jisme koi firishta aakar btade ki ye hoga.ha..khwab me isharah hoga.ab aapko subah tak yaad bhi rahe aur us isharay k saheeh mafhum ko samaj ley.
duniya ki zarurato se farigh ho kar jab soney ko lyte to QURAN pak ke pahle parah me ye ibarat hain

الم ذَلِكَ الْكِتَابُ لاَ رَيْبَ فِيهِ هُدًى لِّلْمُتَّقِينَ الَّذِينَ يُؤْمِنُونَ بِالْغَيْبِ وَيُقِيمُونَ الصَّلاةَ وَمِمَّا رَزَقْنَاهُمْ يُنفِقُونَ والَّذِينَ يُؤْمِنُونَ بِمَا أُنزِلَ إِلَيْكَ وَمَا أُنزِلَ مِن قَبْلِكَ وَبِالآخِرَةِ هُمْ يُوقِنُونَ أُوْلَـئِكَ عَلَى هُدًى مِّن رَّبِّهِمْ وَأُوْلَـئِكَ هُمُ الْمُفْلِحُونَ
"Alif-lam-meem, Zalikal kitabu la rayba feehi hudan lilmuttaqeen, Allazeena yu/minoona bilghaybi wayuqeemoona ssalata wamimma razaqnahum yunfiqoon, Wallazeena yu/minoona bima unzila ilayka wama unzila min qablika wabil-akhiratihum yooqinoon, Ula-ika ala hudan min rabbihim waula-ika humul muflihoon"
surah baqra aayat 1 se 5.


tak ye ayaat 31 martba b,niyyat istikharah parho,awalo akhir durood sharif 3-3 martba parho.amal ba-wuzu karo.
akhir me ALLAH se yu dua karo "Elahi es kaam ka jo nateeja ho usse itelaa farmade"
ab aapka jo maqsad ho uske vasty ye amal karke so jaye.ek hi raat ka amal he.khuda chahe to raat me sab zahir ho jaega jo honewala he.
ye amal mere mamool me se he aur kabhi bekar nahi jata.
NOTE:apni jismani aur libaas ki paki ka khyal rakhy.jis bistar par soye wo bhi pak ho.

apni dua me shamil rakha kare.